11/10/2026
Dhanyavaad, Vishwakarma artisans. 🙏
17 September 2026 ki woh shaam, Kandivali, Mumbai mein, aapke naam thi. 850 se adhik Vishwakarma bhai ek chhat ke neeche aaye, aur Vishwakarma Mahotsav 2026 ek parivaar ka utsav ban gaya.
Aapka hunar har ghar ki neev hai. Aapki mehnat har sapne ko aakaar deti hai. Aur aapka saath hi Everest Ply ki sabse badi taakat hai.
Yeh sammaan aapka tha. Aur is safar mein hum hamesha saath-saath rahenge.
Everest Ply Ka Salaam, Hunar Ke Naam.
Jai Shri Vishwakarma
Follow Everest Ply and stay connected
[EverestPlyKaSalaam HunarKeNaam EverestPlySalutesTheVishwakarmaArtisans VishwakarmaMahotsav2026 EverestPly]